Contrary runs our planet, the stars whirl fast, oh Saki!
Dirgargoon Hai, Jahan, Taaron Ki Garzish Taiz Hai Saqi;
Dil Har Zarra Mein Ghogha’ay Rasta Khaiz Hai Saqi
Contrary runs our planet, the stars whirl fast, oh Saki!
In every atom’s heartbeat a Doomsday blast, oh Saki!
Mataa-e-Deen-o-Danish Lut Gyi Allah Walon Ki;
Ye Kis Kafir Ada Ka Ghamzada’ay Khoonraiz Hai Saqi
Torn from God’s congregation its dower of faith and reason,
And godlessness in fatal allurement dressed, oh Saki!
Wohi Daireena Bemari, Wohi Na-Mehkami Dil Ki;
Ilaj Iss Ka Wohi Aab-e-Nishaat Anghaiz Hai Saqi
For our inveterate sickness, our wavering heart, the cure—
That same joy‐dropping nectar as in the past, oh Saki.
Haram Ke Dil Mein Souz-e-Arzoo Payda Nahin Hota;
Ke Paidai Teri Ab Tak Hijab Amaiz Hai Saqi
Within Islam’s cold temple no fire of longing stirs,
For still your face is hidden, veiled and unguessed, oh Saki.
Nahin Hai Na-Umeed Iqbal Apni Kisht-e-Weeran Se;
Zara Nam Ho To Ye Mitti Bohat Zarkhaiz Hai Saqi
But of his barren acres Iqbal will not despair:
A little rain, and harvests shall wave at last, oh Saki!

| Allama Iqbal

No comments: